Image Credit - Ankit Kourav |
Kya sochna hai Raah ke bare me…
Bas uth aur chala chal….
( क्या सोचना है राह के बारे में …
बस उठ और चला चल ….)
Kyu Darna hai Anjamo se…
Jeet ka gun gaan tu gate chal…
( क्यों डरना है अंजामो से …
जीत का गुण गान तू गाते चल ….)
Agar raah ho Pathrili to…
Tu Aasman me Apni Raah banata chal…
( अगर राह हो पथरीली तो …
तू आसमान में अपनी राह बनाता चल …)
Kya sochna hai Raah ke bare me…
Bas uth aur chala chal…
( क्या सोचना है राह के बारे में …
बस उठ और चला चल ….)
teri kamjori ki nishani hai ….
( यूँ रात के डर से रुक जाना …
तेरी कमजोरी की निशानी है ….)
Iss kamjori ko tod, takat bana …
Tu Raat me hi Chala Chal
( इस कमजोरी को तोड़, ताकत बना …
तू रात में ही चला चल )
Written By – Adarsh Beohar
Nice poem. Heart touching
ReplyDelete